Bait Bazi-III 2006

Re: Bait Bazi-III 2006

[QUOTE]

[/QUOTE]
Ye dunya musaafir-khaana hey mehmaan badaltey rehtey heiN
qissa to wohi farsooda hey unwan badaltey rehtey heiN
mohtaaj ghani ho jaatey heiN, shaahoN ko gadaai milti hey
qismat ke doraahey par aksar insaan badaltey rehtey heiN
"Noon"
<!-- / message -->
[QUOTE]

[/QUOTE]

Nice one Amal