Bait Bazi-III 2006

Re: Bait Bazi-III 2006

**yeh mana aur bhi tum ko jaha'n main hayn bohut say ghum,
magar duniya kay maylo'n main hamayn mut bhool jana tum

mere ishaa'ar hayn jitnay tumharey naam karta hoon,
ghazal meri suno jab bhi ghazal mein doob jana tum **

-MEEM-