Bait Bazi-III 2006

Re: Bait Bazi-III 2006

na kisi pe zakhm ayaaN koi na kisi ko fikr rafu kii hey
na karam hey hum pe habeeb ka na nigaah hum pe adoo ki hay
na yeh ghum neya na sitam neya ke teri jafaa ka gila kareiN
ye nazar thi pehley bhi muztarib yeh kasak tou dil mein kabhu ki hey

Ye''