Bait Bazi-III 2006

Re: Bait Bazi-III 2006

Apnay seenay se lagaye huay umeed ki laash
Mudatton zeest ko nashaad kia hai main nay
tu ne to aik hi sadmay se kia tha do-char
khud ko har tarah se barbad kia hai main nay

'Ye'