Bait Bazi-II 2006

Re: Bait Bazi-II 2006

**
Nooch ker shakhoN se khushk pattoN ka libaas
zard musum baanjh rutt ko bay-libaasi dey gaya
lay gaya ~Mohsin~ woh mujhse abar banta aasmaan
uss kay badlay maiN zameeN sadiyooN ki pyaasi dey gaya
**