Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

bojh wo sar pe giraa hai ki uThaaye na uThe
kaam vo aan pa.Daa hai ki banaaye na bane

bey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

baandh kar rakhaa hai kisii soch ne ghar se hamako
varanaa dar-o-diivaar se rishtaa kyaa hai

hey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Yeh kaun log hain moujood teri mehfil mein,
Jo lalichoon se tujhe, mujh ko jall ke dekhte hain,

hy.noon

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

neend se aankh khulii hai abhii dekhaa kyaa hai
dekh lenaa abhii kuchh der mein duniyaa kyaa hai

hey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Yeh qurb kya hai ke yakjaan huye na door huye,
Hazaar aik hi qaalib mein dhall ke dekhte hain,

hy.noo

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

naqsh fariyaadii hai kis kii shoKhii-e-tahariir
kaa kaaGazii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa

kaaf/alif

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain,

hy.noo

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

na sochaa na samajhaa na siikhaa na jaanaa
mujhe aa gayaa Khud_ba_Khud dil lagaanaa

laam/alif

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Abhi talak tau na kundan huye na raakh huye,
Hum apni aag mein har roz jal ke dekhte hain,

hy.noon

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

har ek baat pe kahate ho tum ki tuu kyaa hai
tum hee kaho ke ye a.ndaaz-e-guftaguu kyaa hai

hey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Yoon hi ankhon mein aaa gaye ansu,
Jayiye aap, koi baat naheen..

noo

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

naa muhabbat naa dostii ke liye
vaqt rukataa nahii.n kisii ke liye

laam/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

lutf vo ishq me.n paaye hai.n ki jii jaanataa hai
ra.nj bhii itane uThaaye hai.n kio jii jaanataa hai

hey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

yi bhi shyad zindagi ki ek ada hy dosto
jisko sathi mil gaya vo orr tanha ho gaya

gaaf/alif

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

inhiin qadamon ne tumhaare inhiin qadamon kii qasam
Khaak men itane milaaye hai.n ki jii jaanataa hai

hey/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

Yeh jawaani bhi burrhapey ki tarah guzrey gi,
Umar jab kaat chukoon ga to shabaab aye ga..

gaaf alif

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

ai dil kise nasiib ye taufiiq-e-iztiraab

milatii hai zindagii me.n ye raahat kabhii kabhii

kaaf/ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

yi gham ki intha hy ya wafa ki
nazar me payas honton pe hansi hy

hy ye

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

***Yaad ata hai shab o Roz koi
Ham se rootha hai besabab koi...

Kaaf/ye***

re: Bait Bazi (Girls Team) - Last Day

ye bhi acha hai ke sirf sunta hai
dil ager bolta tu qayamat huti

hey/ye