Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
hamen khabar hai hawa ka mizaaj rakhte ho
magar ya kia, ke zara der ko ruke bhi nahin
Noon

***Narm Sabzay Per Zara Jhuk Ke Chalay
Shabnami Raat Ka Aanchal Ho Jaye
jeem/ye
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Dil ke teeRaN wa aaseb zada mandir main
dil sir e shaam sulag uthta hai sandal ki tarah
tuwe/ badi hay
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
tuwe/ badi he se kisi ko Parveen ka shair nahin aata?
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Harf taaza nai khushboo mein likha chahta hai
baab ik aur muhabbat ka khula chahta hai
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
hum ney khud sey bhi chupayaa aur saarey shehar kou
terey jaane ki khabar dar-o-deewaar kartey rahey
rey/hey
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Harf E Taaza Naii Khushboo Mein Likha Chahta Hai
Baab Ik Aur Mohabbat Ka Khula Chahta Hai
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
yun shaam ki dehshat mein sar.e.dast iradah
ruknaa thaa to phir saaraa safar kis liye thaa
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Tamaam raat mere ghar ka aik dar khulaa raha,
Mein raah dekhti rahi woh raasta badal geya..
gaaf/alif
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
kaaf/ye
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
kia qayamat hai ke jin ke naam pe paspa huwe
unhi logon ko muqabil main saf aara dekhna
daal/alif
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
**daaman-e-shab ko agar chaak bhii kar lein to kahaan
nuur mein Duubaa huaa subah kaa aanchal milanaa
meem/alif**
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Majrooh jis se dil hi nahin, rooh tak huye,
Woh teer itifaaq se ik ashnaa ka tha..
tey/alif
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
Tumhari yaad k manzar kabhi khone nahi detey
tumhari yaad k saaye humein sone nahi detey
Re: Bait Bazi - February 2014 (Parveen Shakir Ashaar only)
**Doobi hain meri ungliyaan khud apne lahuu main,
Yeh kaanch ke tukrron ko uthaney ki sazaa hai.. **
hey/ye