Re: Bait Bazi - August
kya ho gya hai sab ko
it is daal/ye(kyon k akhri lafz hai di)
You are right, my apologies, dont know how I put alif/vao.
Re: Bait Bazi - August
kya ho gya hai sab ko
it is daal/ye(kyon k akhri lafz hai di)
You are right, my apologies, dont know how I put alif/vao.
Re: Bait Bazi - August
yuun us ke bichhar jaane pe aansuu na bahaao
**manzar ko taras jaayengii bhiigii huii aankhen
Alif/noon**
Re: Bait Bazi - August
Nahi shikwa mujhe kuch teri bewafayi ka harfiz,
Gilaa to tab ho agar tu ne kisi se bhi nibhaayi ho..
he/wao
Re: Bait Bazi - August
yeh to mairay opar sher ho gia :hinna:
Re: Bait Bazi - August
Nahi shikwa mujhe kuch teri bewafayi ka harfiz, Gilaa to tab ho agar tu ne kisi se bhi nibhaayi ho..
he/wao
Vafa'on ky badly mile hain jafa'ain
kahan kee mai ny khata dhondta hon
hay/noon
Re: Bait Bazi - August
nikal ker dero kaaba se ager milta na mekhana
to thukraai hui insan khoda jany kahan jaaty
jeem/ye
Re: Bait Bazi - August
Jitna suljhaao ge yeh aur ulajh jaye gi,
Zindagi zulf to nahi jo sanwar jaye gi..
gaaf/ye
Re: Bait Bazi - August
Gaye dino ka suragh lay ker kidher say aya kidher gaya wo
Ajeeb manoos ajnabi tha mujay to heran ker gaya wo......!
Wao / Hay
Re: Bait Bazi - August
maanoos yaa manHoos? ![]()
**
vaa’iz, sharaab peene de masjid meN
yaa vo jagah bataa jahaN par Khuda nahiiN
**
noon se
Re: Bait Bazi - August
*na raastaa na koii Dagar hai yahaan *
**magar sab kii qismat safar hai yahaan
yeh/noon**
Re: Bait Bazi - August
yadon ki maiz per koe tasveer chor do
kab say hamary dil ka kamra udaas hai :(
hey/yey
Re: Bait Bazi - August
Yoon phir raha hai kaanch ka paikar liye huye,
Ghaafil ko yeh gumaan hai ke pathar na aye ga.
gaaf/alif
Re: Bait Bazi - August
Gham raha jab tak ke dam mein dam rahaa
dil ke jaane kaa nihaayat gham rahaa
Meer
Ray/alif
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu
Re: Bait Bazi - August
***Afsaanon ki duniya mein sab jhoot nahin hota,
Dil aur bhi uljhay ga parrhiye na kitaabon ko..
kaaf/wao***
Re: Bait Bazi - August
kisi dushman ne yeh izzat mujhe ab tak nahi bakshi
hamesha dost hi ka haath pauncha hai girebaan tak
tay/kaaf
Re: Bait Bazi - August
Kabhi khud pe kabhi halaat pe roona aaya
baat niklee to har ek baat pe roona aaya
Sahir
Alif
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu