Re: Bait Bazi----August 2007
Urrne lagay wajood key raize hawa key saath
main is qadar khalos mein bikhra kabhi na tha
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Urrne lagay wajood key raize hawa key saath
main is qadar khalos mein bikhra kabhi na tha
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Aap ko dekh kar dekhata reh gaya
Kya kahon aur kehanay ko kya reh gaya
Un ki Aankhon mein kaise chalakane laga
Meray Honton pe jo maajaraa reh gaya
"Alif"
Dear, Kindly Follow the rule ....
Re: Bait Bazi----August 2007
Aap ko dekh kar dekhata reh gaya Kya kahon aur kehanay ko kya reh gaya Un ki Aankhon mein kaise chalakane laga Meray Honton pe jo maajaraa reh gaya
"Alif"
I m Sorry Shumaisa, I cant watch it ....
Re: Bait Bazi----August 2007
Kyun..??
..Main ne kaun sa rule breaka ![]()
Aankhain masroof ho jaati hain bhula dayte hain loog…
dur buhat dur nikalte hain mazilein ganwa daite hain log
dast-e-talb utha k maangte hain muhabbat Khuda seyy
jo ho dastarass mein to khudh hi ganwa daite hain log..
Gaaf
Re: Bait Bazi----August 2007
hmm.. it's ok :p
Re: Bait Bazi----August 2007
Ganj Bakhsh Faiz-e-Alam, Mazhar-e-Noor-e-Khuda
Na-Qasa-Raan Peer Kamil, Kamiliaan Ra-Rahnuma
'Alif'
Re: Bait Bazi----August 2007
Awaaz mein thehrao tha ankhon mein namii thi
aur keh raha tha main ne to sab kuch bhula dia
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Itni Duur Se Mujh Ko Aawaz Na Do Tum Yaar
Meray Andar Apna Shor, Hai Apni CHeekh Pukaar
'Ray'
Re: Bait Bazi----August 2007
Rait ki daldal milli mujh ko samandar paar bhi...
main wahan utra jahan sahil kabhi sahil na tha
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Iss Baar Jo Eendhan Ke Leay Kut Ke Gira Hai
Chiryon Ko Bara Pyar Tha Uss Boorhay Shajar Se
'Ye'
PS: Kese ho aap Shumaisa?
Re: Bait Bazi----August 2007
Nice shair Ahmer.. :k:
Main theek, aap ??
Yeh zindagi buhat mukhtasir hai khayal kar le
taa’luq jo tu ney torraa haii bahaal karr leyy
numm aankh liye gharr sey naa niklaa karr..
kahin aisaa naa ho tujh se koi sawaal kar ley
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
kahanghaib ho aap?
wese thnx :)
Re: Bait Bazi----August 2007
Yuun To Ek Phool Ki Patti Se Behel Jata Hoon
Main Machal Jaon To Sehra Ka Khilona Chahoon
'Noon'
Re: Bait Bazi----August 2007
ghayab kab hon, yahin tou hon… subah is liye nahin aa saki kyun k bzy thi ![]()
Na jaane kaun se ab zulm reh gaye hain qamar`
dua wohh maangte hain mairi zindagi ke liye…
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye Kashmakash Alag Hai Ke Kis Kashmakash Main Hoon
Aata Nahi Samajh Buhat Sochta Hoon Main
'Noon'
PS: Parkai kesi chal rahee aapki?
Re: Bait Bazi----August 2007
Na Jaane kis qadar bikhre huve thay
yeh tinke aashiyan banne se pehle
hamara aasman se raabta thaa...
saron pe sayeban bann-ne se pehley
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye Hi Dil Tha Ke Tarasta Tha Marasim Ke Leay
Abb Yehi Tark-e-Ta'Alluq Ke Bahany Maangay
'Ye'
PS: Main chala.. Allah hafiz.. take care... bbye
Re: Bait Bazi----August 2007
okay bye.. :)
Yeh saja sajaya ghar saqi, meri zaat nahi mera haal nahin
aey kaash kabhi tum jaan sako iss sukh ney jo azaar diya
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Ab GHflat e yaraaN ka wahi rang naheeN hai
Ab Aql o junooN maiN bhi koi jang naheeN hai
PHooloN say karo ab sir e MajnooN kee mudaraat
Ab koocha e Qaatil maiN koi sang nahee hai
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye Ghazi Ye Teray Pus-Israr Banday
Jinhain Tunay Bakhsha Hai Zoq-e-Khudai
Do Neem Inn Ki Thokar Main Sehra-o-Darya
Simat Ker Pahaar In Ki Haibat Se Raii
'Ye'