Re: Bait Bazi----August 2007
Ik khaas hadd pey aa gaii jab tairi be-rukhi
nam uska hum ne gardish-e-ayam rakh diya
kia maslihat shanas tha woh aadmi qateel`
majburiyon ka jis ney wafa naam rakh diya
Alif ---> Jo aap ne mujhe diya, wohi main ne aap ko diya :D