Bait Bazi (April 2015)

:salam:

Old She’r

Ik tu jo mujh se khafa ho betha
Mein nay jo sang tarasha ..khuda ho betha

Aaj Kal Kay halaat Kay Ai’n Mutabiq Sher

**Aik HooN Muslim Harm Key Pasbani Kay Liye
Neel Kay Sahil Say Lay Kar Tabkhak-E-Kashghar
**

Tay/Ray

Re: Bait Bazi (April 2015)

http://www.xitclub.com/attachments/urdu-adab-poetry/24166d1397993868-tum-lot-kay-aanay-ka-takaluf-na-karna-urdu-poetry-urdu_poetry_96.jpg

kaaf/ye

Re: Bait Bazi (April 2015)

ye kya jageh hai doston, ye kaun sa dayaar hai?
had-e-nigaah tak jahaan, ghaubaar hi ghaubaar hai

hey/ye

Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu

Re: Bait Bazi (April 2015)

Yaqeen Tha K Bhool Jao Ge Hamain,
Khushi Hui Umeed Par Poore Utre..!!

Re: Bait Bazi (April 2015)

https://encrypted-tbn1.gstatic.com/images?q=tbn:ANd9GcSnBcv0e_YoUMta4_cx4RyEvrwcWLynR5MeNkLFc-P0zBbn57DC

Re: Bait Bazi (April 2015)

yaaraan-e-tezgaam nay mehmal ko ja liya
hum mehw-e-naala-e-jars-e-kaarwan rahay

Re: Bait Bazi (April 2015)

raah koe taabeer ki nikalo tum
ya mere khawab mar dalo tum

te/meem

Re: Bait Bazi (April 2015)

main jurm ka aitaraaf kar kay
kuch aur hay jo chhupa gaya hun

Re: Bait Bazi (April 2015)

na jaanay kinn majburion ka qedii ho
vo sath chor gya hy usy bura na kaho

Re: Bait Bazi (April 2015)

Kesi Mohabbat, Kesi Chahat, Hum Per Sub Kuch Roshan Tha,
Yunhi Zara Sa Shoq Hua Tha Ao Dil Barbad Karain..!!

Re: Bait Bazi (April 2015)

kabhi dekh dhup me khary tanha shajr ko
ese jalte hein wafaoun ko nibhany waly:halo:

Re: Bait Bazi (April 2015)

Woh Jo Alfaz Bahir Bole Nahin Jate Na,
Woh Andar Cheekhain Marte Hain..!!

Re: Bait Bazi (April 2015)

Akhri Lafz Bhi LIkh Daina tha :naraz:

Re: Bait Bazi (April 2015)

agla shir hi likh dena tha :smiley:

Re: Bait Bazi (April 2015)

haa,n mohabat tamam hui uspe
abb jo hogi vo dil lagi hogi :hoonh:

hy.ye

Re: Bait Bazi (April 2015)

Hazaron Mash'galy Hain Jo Mujhy Masroof Rakhty Hain,
Magar "Mohsin" Wo Esa Hai K Phir Bhi Yaad Ata Hai..!!

Re: Bait Bazi (April 2015)

yaad rahy ga doaray hayat ham ko
kia khub tersy hein zindgi me aik shakhs k liay
kaaf/ye

Re: Bait Bazi (April 2015)

Kesi Mohabbat, Kesi Chahat, Hum Per Sub Kuch Roshan Tha,
Yunhi Zara Sa Shoq Hua Tha Ao Dil Barbad Karain..!!

Re: Bait Bazi (April 2015)

kitny hi dil ujar betha hy
eshq ko mout kion nhai aati

alif/ye

Re: Bait Bazi (April 2015)

Yaad Ka Zehar Dil Mein Hi Phel Gya,
Dair Kardi Hum Ny Usy Bhool Jane Mein..!!