Bait Bazi aik na'y andaz main

Bait bazi ko iss na’y andaaz main shorow karnay na maqsad yeh hay keh alif aur yea say shorow honay walay sheron kay elawa dosray haroof say shorow honay walay ash’ar say bhi mehzooz howa ja sakay.

**Rules of Bait Bazi **

  1. next shair pehlay shair kay 2nd last harf say shorow kya ja’y ga
  2. aur har shair ka 2nd last harf mention kya ja’y ga
  3. agar poet ka naam pata ho tou zaroor likhien
  4. 2 shairon say ziyada na likhien
  5. filmi ganay shamil nahien hon gay
    .

Re: Bait Bazi aik na'y andaz main

tu nay yun dekha keh jesay kabhi dekha na ho
main tou dil per teray qadmon kay nisha.N tak dekho.N

Wa'o