Re: Bait Bazi — I-2006
AJNABI SHEHR KAY AJNABI RASTAY MERI TANHAI PAR MUSKURATAY RAHAY
MAIN BOHAT DAIR TAK YOUHIN CHALTA RAHA TUM BOHAT DAIR TAK YAD ATAY RAHAY
ZEHAR MILTA RAHA, ZEHAR PEETAY RAHAY, ROZ JEETAY RAHAY ROZ MARTAY RAHAY
ZINDIGI BEE HAMAY AZMATI RAHI, AUR HUM BEE USAY AZMATAY RAHAY<O:p