Bait Bazi — I-2006

Re: Bait Bazi — I-2006

na jii bhar ke dekhaa na kuchh baat kii
bari aarazuu thii mulaqat ki

kayi saal se kuch Khabar hii nahin
kahan din guzara kahan raat ki