Bait Bazi — I-2006

Re: Bait Bazi — I-2006

ye bhi mumkin hai kisi roz na pehchano usay
wo jo har roz aik naya bhais badal laita hai

bar ha mujh say kaha tha mere yaro nay wasi
ishq darya hai jo bachon ko nikgal laita hai