Bait Bazi — I-2006

Re: Bait Bazi — I-2006

Aankh jab band kiya karte hain
saamne aap huwa karte hain

tuu agar chorh ke jaata hai tu kya
haadse roz huwa karte hain

Saeed Rahi