**Phir sehra bhi sehra na reha, basti na basti
deewana tera gham ki ajib lehar main nikla
mara bhi issi ishq ne zinda bhi kiya hai
teriyaq bhi dekho kay issi zaahir main nikla
aye jazba-e-dil gur main chahoon hur cheez muqabil aa jaaye...
manzil ki taraf do gaam chaloon aur saamnay manzil aa jaaye..
yaqeen hai keh na aaye ga mujh se milne woh
to phir yeh dil ko mere intizar kaisa hai
**Yeh wahem chor kay tujko bhulla diya humne
Mager dua ko aamal main chupa diya humne