Re: Bait Baazi
^
aur aap us ko dekh raey they ![]()
Na gharz kisi se na vaasta, mujhe kaam apny hi kaam se
Tere Zikar se Tere Fiker se, Teri Yad se tere Naam se
Re: Bait Baazi
^
aur aap us ko dekh raey they ![]()
Na gharz kisi se na vaasta, mujhe kaam apny hi kaam se
Tere Zikar se Tere Fiker se, Teri Yad se tere Naam se
Re: Bait Baazi
kia kamal kia h:clap:
i.yi kaaf se sha,ar kion likha:smilestar:
nazar nahi aya nechey 2 harf deay gaey thy NOON/YEY
Re: Bait Baazi
sitam ho k ho wada-e-behijabi
koi baat sabr -azma chahta hun
yi jannat mubarak rahe zahidon ko
k main apka samna chahta hum
bhare bazm mi raz ki baat keh di
bara be adab hun saza chahta hun
by ALLAMA IQBAL
HEY/NOON
Re: Bait Baazi
Har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hei.
Tum hi kaho ke ye andaze guftagu kya hei!!.
ragom me daudte phirne se hum nahi kayal.
jab ankh hi se na tapka to phir lahoo kya hei!!.
Re: Bait Baazi
DIVA
akhri harf bhi likha karen:@:
HAM CHEEN LEN GEY TUM SE YI SHANE BE NIAZI:rolleyes:
TUM MAANGTE PHIRO GE APNA GARUR HAM SE:nessy:
SEEN/YEY
Re: Bait Baazi
sochta hoon ke me bana daalon...
aik firqaa , udaas logon ka !!
Re: Bait Baazi
<!--[if gte mso 9]>
Guneehghaar Nazar Ko Hijiab Aata Hay
Re: Bait Baazi
**Yeh soch ke aehd e wafa karo humse
Hum ek wade pe umrein guzaar dete hain**
Re: Bait Baazi
Hum ko kuch yaadain sataati hain shab-o-roz warna
Hum bhi tumhari tarah pur-sukoon soya karte thay ...
Next: "Tay / Ye"
Re: Bait Baazi
**Takaraa hii gaii merii nazar un kii nazar se
dhonaa hii paraa haath mujhe qalb-o-jigar se
seem/ye**
Re: Bait Baazi
Yeh jo raat o din ki hain gardishain ..Yeh jo Roz o shab kay hain Faslaay
Hain Azal say inkay naseeb mein wohi duuriyan ..wwahi faslay
Fay/Yeh
Re: Bait Baazi
ye dasture wafa sadion se raej hi zamane mi
sad-e-y qurb di jinhe unhi ko door dekha hey
hey/yey
Re: Bait Baazi
Hum Na Badlein Ge Waqt Ki Raftar K Sath
Hum Jab Bhi Milen Ge Andaz Purana Ho Ga
Re: Bait Baazi
Aek Wisaal Ki Baarish Sey Wo Saarey Shikwey Dho De Ga
Yaani Merey Saath Lipatt Ke, Kuch Naa Kahey Ga, Ro Dey Ga
Re: Bait Baazi
ey arzo k dhundly khabo jawab do
phir kis ki yad ae thi mujko pukarne
pe/?
Re: Bait Baazi
Paida rah-e-khuloos main dushwariyan na kar...
chahat nahi to hum sa adakariyan na kar....
Ray.
Re: Bait Baazi
kash apko pata hota
dukh kia hotaa hey:@:
hey/yey
Re: Bait Baazi
Ye zakhm mohabbat ka hai ,Dikhana na kisi ko
La ker Sar-e-Bazar sajaa deti hai Duniya
Yeh
Re: Bait Baazi
ye kon Aansoaon ki saza de gia mujhe
jeene ki jate jate Dua de gia mujhe
Re: Bait Baazi
Meharbani na sahi ik zakham hi dey dey
Mehsoos to ho k koi hamein bhoola nahi abhi