Re: BAIT BAAZI PART IV
" Naqsha Utha Ke Koi Naya Shahr Dhoondiye
Iss Shahr Main To Sab Se Mulaqaat Ho Gayee !!
Nida Fazli.
Re: BAIT BAAZI PART IV
" Naqsha Utha Ke Koi Naya Shahr Dhoondiye
Iss Shahr Main To Sab Se Mulaqaat Ho Gayee !!
Nida Fazli.
Re: BAIT BAAZI PART IV
Yaklakht gira hay to jaraeein tak nikkal aaein
Jis pair ko aandhi main be hiltay nahe dekkah !
Re: BAIT BAAZI PART IV
ab tak to nuur-o-niKhat-o-rang-o-sadaa kahuu.N
mai.n tujh ko chhuu sakuu.N to Khudaa jaane kyaa kahuu.N
lafzo.n se un ko pyaar hai mafhuum se mujhe
vo gul kahe.n jise mai.n teraa naqsh-e-paa kahuu.N
ab justajuu hai terii jafaa ke javaaz kii
jii chaahataa hai tujh ko vafaa aashnaa kahuu.N
sirf is ke liye ke ishq isii kaa zahuur hai
mai.n tere husn ko bhii sabuut-e-vafaa kahuu.N
kyaa jabr hai ke but ko bhii kahanaa pa.De Khudaa
vo hai Khudaa to mere Khudaa tujh ko kyaa kahuu.N
Re: BAIT BAAZI PART IV
^Bhai shair likha karo poori ghazal naheen :)
*Naqsh e ghum mitt kay phir ubharta hay
Rang dil kaa yoonhi nikhartaa hay
Sab ko hoti hay arzoo e hayaat
Kaun hay jo khushi say martaa hay
*
Re: BAIT BAAZI PART IV
yehi nahi ke mera dil hi mere bas main na thajo tu mila tu main khud apni dastaras main na tha
Re: BAIT BAAZI PART IV
...
Re: BAIT BAAZI PART IV
**
Is sey pehley ke rut badal jaaey
apney saarey gulaab ley jaana
"alif"
**
Re: BAIT BAAZI PART IV
*AB TU YEH ASHK MAIN HOONTON SE CHURA LETA HOONHAATH SE KHUD INHEN POONCHO GAY TU YAAD AAON GA *
Re: BAIT BAAZI PART IV
**
Aankh bhar aati hey hasna agar chaahooN to
roney lagta hooN to taqdeer hasney lagti hey
"ye'
**
Re: BAIT BAAZI PART IV
youn tu kia cheaz zindagii main nahijaisi sochi thi apnay jii main nahiek insaan hai zindaggii jaisaaur woh meri zindagii main nahi
Re: BAIT BAAZI PART IV
whats the prb yaar
Re: BAIT BAAZI PART IV
**Na chupa chupa ke rakh isey ke ye aaena hey wo aaena
jo shikasta ho to azeez-tar hey nigah-e-aena saaz meiN
"noon"
**
Re: BAIT BAAZI PART IV
Nachaar Tum Ho Dil Se tou Majboor Ji se Hum
Rakhte Ho Tum Kisi Se Mohabbat Kisi Se Hum !!
"Meem"
Re: BAIT BAAZI PART IV
Mere pukhta iraday khud meri taqdeer badlen ge
*meri kismat nahi muhtaaj haathon ki lakeeron ki *
Re: BAIT BAAZI PART IV
**Yehi andaaz-e-diyaanat raha to kal ka taajir
barf ke baat leeye dhoop meiN beittha ho ga
"alif"
**
Re: BAIT BAAZI PART IV
" Ujale Apni Yadon Ke Hamare Paas Rahne Do,
** Na Jane Kis Gali Main Zindagi Ki Shaam Ho Jaye !! "**
Re: BAIT BAAZI PART IV
Yeh dil kay dagh tou dukh'tay thay yuuN bhi par kam kam
Kuch abb kay aur hay hijraaN-e- yaar ka mausam
'meem'
Re: BAIT BAAZI PART IV
**
Maana ke tum suno ge to tagaaful na karo ge
khaak ho jaeiN ge hum tum ko khabar hone tak
"kaaf"
**
Re: BAIT BAAZI PART IV
kabhii ha.Nse kabhii aahe.n bharii.n kabhii roye
baqadr-e-martabaa har Gam kaa ehataraam kiyaa
"Alif"
Re: BAIT BAAZI PART IV
Aao Jao keh ab tou aankh bhi namm ho chali hay
Chaley bhi aao ab keh Bahaar bhii kam ho chali hay
''Ye''