Re: BAIT BAAZI PART IV
Nahi aati tu yaad un ki maheenon tak nahi aati
magar jab yaad aatay hain tu aksar yaad aatay hain
haqeeqat khul gaye hasrat tere tark-e-muhabbat ki
tujhe tu ab woh pehlay se bhi barh ker yaad aatay hain.
Next word is "noon" again