**kyaa bataayen pyaar kii baazii vafaa kii raah mein **
**kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
seen/ye**
**kyaa bataayen pyaar kii baazii vafaa kii raah mein **
**kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
seen/ye**
Re: Bait Baazi - October
kaaf/wao
Re: Bait Baazi - October
kaun batalaaye tumhen kaise vo mausam hain ki jo
**mujh se hii duur rahen mujh mein hii basate jaayen
jeem/noon**
Re: Bait Baazi - October
jab tak vo benishan raha dastras me tha
khosh naam ho gaya to hamara nhai raha
rey.alif
Re: Bait Baazi - October
aql pe ham ko naaz bahut thaa lekin ye kab sochaa thaa
**ishq ke haathon ye bhii hogaa log hamen samajhaayenge
seen/ye**
Re: Bait Baazi - October
samander me uterta hun to aankhen bheg jati hein
teri aankhon ko perhta hun to aankhen bheg jati hein
hy.noon
Re: Bait Baazi - October
yad aaingi us waqt meri wafain
jis waqt ksi gher pe bedad krogy
kaaf/yi
Re: Bait Baazi - October
pehly eshq phir shirk orr phir bepanah nafrat
bari tarteeb se ek shaks ne tabah kiya mjhko
meem/wao
Re: Bait Baazi - October
*vahii zulm baar-e-digar hai to phir *
**vahii zulm baar-e-digar kiijiye
kaaf/ye**
Re: Bait Baazi - October
Kise Nahin Hai Tamana-e-Sarwari, Lekin
Khudi Ki Mout Ho Jis Mein Woh Sarwari Kya Hai!
he/ye
Re: Bait Baazi - October
*ham ko yaan dar dar phiraayaa yaar ne *
**laamakaan mein ghar banaayaa yaar ne
noon/ye**
Re: Bait Baazi - October
yaad uski utni khoob nhai ......baaz aa
nadan phir vo ji se bhaulaya na jaiga
jeem.alif
Re: Bait Baazi - October
![]()
hay/yay
Re: Bait Baazi - October
*hamen ye zom rahaa aab kay voh pukaarenge *
**unhen ye zid thii ke har baar hum sadaa dete
daal/ye **
Re: Bait Baazi - October
te/hy
Re: Bait Baazi - October
*hijr mein kaif-e-iztaraab na puuchh *
**Khuun-e-dil bhii sharaab honaa thaa
tey/alif**
Re: Bait Baazi - October
Is maiN qismat ki khata hai na zamany ka kasoor
ghum to insaan key jeeny ki saza hoty haiN
hay/noon
Re: Bait Baazi - October
Haa,n mohabat tamam us pe hui
ab jo ho gi vo dil lagi ho gi
gaaf/ye