MashaAllah buhat khush naseeb hain aap jo Bashir Badar Sahib jaisay ustaad ka sath milla. Noon say She’r paish-e-khidmat hay Umeed hay aap ko pasand aai ga … waisay mujhay yah she’r kissi ustaad ka he lagata hay
Neend Bhari Aankhon Se Chooma Diye Ne Sooraj Ko Aur Phir
Jaisse Shaam Ko Ab Nahin Jalnaa, Khainch Li Is Andaaz Mein Chupp