Re: Bait Baazi Month Of October 2010
***ab kis say kahen aur kise sunay jo haal tumhare baad hua
Ek jheel si neeli ankhon mai ek khawab bahut barbad hua
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
***ab kis say kahen aur kise sunay jo haal tumhare baad hua
Ek jheel si neeli ankhon mai ek khawab bahut barbad hua
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
inhi patharoo par chal kar asakoo to aoo meray ghar kay rastay mai koi kehkishaa'n nahi haiye ![]()
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
inhi patharoo par chal kar asakoo to aoo meray ghar kay rastay mai koi kehkishaa'n nahi haiye ![]()
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
yaad e maazi azzab hay ya rab
cheen lay mujh say haafza mayra
alif
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
yeh hath uljhy huway resham main phansa bethy hain
too bat yeh abkon sy dhagy ko juda kis sy karen
next noon
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Nazroon mein apni gunhegaar na hota kyun kar
Dil hi dushman hai mukhalif ke gawahoon ki tarah ...
Next: "Hay"
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Yeh inayattain ghazab ki yeh balaa ki meharbaani
Meri kheriyat bhi poochi kisi aur ki zubaani ...
Next: "Ye"
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
**ye chaand ye taary ye haseen raat ka aalum,
munsoob tery naam se kiya kiya na karengy
**
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Yahi buhat hay k dil us ko Dhoond laayaa hay **
**Kisi k saath sahi voh nazar to aayaa hay
Karoo'n shikayatai'n ' taktaa rahoo'n ' k pyaar karoo'n
Gae'y bahaar ki soorat voh lautt aayaa hay
yay
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
yeh jo rat din mere saath hain ..wohe ajnabi k ajanabi
mere zindge ki jo aas thay ..wohe log hum say bicher gayee
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Youn Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
Saath Chal Mauj e saba Ho Jaisay
Zindagee Beet Rahee Hay Daanish
Ek Bay-Jurm Sazaa Ho Jaisay
Yay
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Yeh yaad hai tu yaad hai,
Ke har yaad main tu yaad hai,
jis yaad main tu yaad nahin,
Woh yaad bhi koi yaad hai,
Yeh jo yaad yaad ka hai silsila,
Is silsilay-e-yaad main,
*Faqat tu hi yaad hai *
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
ye
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
ye
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
ye kia ke sab se bayaan dil ki haaltein karni
shabo tum ko na aain muhabbatein karni
![]()
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
Yeh khiyal saray hain aarzi, yeh gulaab saray hain kaghzi.
Gul e aarzo ki jo baas thay wohi log hum say bicher gaye
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
you sar-e-sham mujh ko hakarat say na dekho mai phir say ubharnay kaliye doob raha hoo'nNoon ![]()
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
you sar-e-sham mujh ko hakarat say na dekho mai phir say ubharnay kaliye doob raha hoo'nNoon ![]()
Re: Bait Baazi Month Of October 2010
^....... Shaboo double post kuen ho rahay hain koi masla hai pc k sath kia?