Bait Baazi Month Of October 2010

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

**It ended on ‘Noon’ and not Hay …
**

Na ab woh yadoon ka charhta dariya…
Na fursatoon ki udaas barkha…
Yun hi zarra si kasak hai dil mein…
Jo zakhm ghehra thaa bhar gaya woh…

Next: “Hay”