Bait Baazi Month Of July 2010

No flooding in bait bazi nomi. :smilestar:

Usay paak nazroN se choomna bhi ibadattoN maiN shumaar hay
** Koi phool lakh qareeb ho kabhi maiN nay us ko cho’oa nahiN**
Yay khuda ki dain ajeeb hay keh ussi ka naam naseeb hay
Jisay tu ne chaha woh mil gaya, jisay maiN nay chaha mila nahiN

"Noon "