Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Uss ne hansi hansi main muhabbat ki baat ki
mainay adeem uss ko mukarnay nahi dia
'Alif'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Uss ne hansi hansi main muhabbat ki baat ki
mainay adeem uss ko mukarnay nahi dia
'Alif'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
uss Ki Nazar kay sang say main aaina misal
toota too toot kar bhi ussay dekhta raha
"Alif"
Aao Aik Sajda kare Aalam e Madhoshi main
Log Kehty hay ke Saghir ko KHUDA yaad nahi ...
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Nani kay mian jub nana hain, dadi kay mian jub dada hain
tub aapi say main nay pucha, baji kay mian kiya baja hain
"Noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Aik ishq ka gum aafat or us pe ye dil aafat
Ya gum na deya hota ya dil na deya hota
"alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Iss qadar musalsal theen shiddatain judai ki
aaj mainay pehli baar, uss se bewafai ki
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ya shab ki saltanat se din ka safeer aaya
ghurbat main akay chamka gumnaam tha watan main
'Noon'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Na Jaane Kon sa Ansoo kesi say keya keh dey ..
Ham iss khayal say Nazrain jhukay bethy hay ...!
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye baja, ke main hoon azaab main
magar iss main teri khata nahin
'Noon'
Na Jaane Kon Duaon Mian Yaad karta Raha ...
Main Doobta Raha..Samandar Uochalta Raha..!
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Uss shokh se bichhar ke zafar apni zindagi
jese makaan ho koi dewaar ke baghair
'Ray'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
rastay bhar ro ro kar poocha hum se paoon ke chalon ne
basty kitne door basa li dil main basne waloon ne
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye saal bhi guzra teray pyaar ki maanind
aatay huay kuch aur tha jatay huay kuch aur
'Ray'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Rahta Hai Mere Dil Me Kisi Raz Ki Soorat
Wo Shaks Ki Jisko Mera Hona Bhi Nahin Hai
Ye Ishq O Muhabbat Ki Riwayat Bhi Ajab Hai
Pana Bhi Nahin Hai Use Khona Bhi Nahin Hai.
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye ishq nahi aasaan bus itna samajh lejay
ek aag ka darya hai aur doob ke jana hai
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yoon to syed bhi ho, Mirza bhi ho Afgan bhi ho
Tum sabhi kuch ho batao to Musalmaan bhi ho?
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Wo to wo hai tumhain ho jaye gi ulfat mujh se
ek nazar tum mera mehboob e nazar dekho to
'Wow'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Woh Tabah Haal,Woh Sar fire Bara Naam Ishq Mein Kar Gaye
Teri Justujuu Mein Jo Kho Gaye Teri Aarzoo Mein Jo Mar Gaye
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yehi Dil tha kay tarasta tha marasim kay liye
Ab Yehi tark- e -talooq kay bahanay manjay
"Ye"
yaden tere khuloos ki dasti hain aaj bi.
nigahen tujhe dekhne ko tarasti hain aaj bi.
meri aankhon me reh gya hai teri yadon ka sawan.
aankhen chup chup k barasti hain aaj bi.
"Ye"