Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yohin Mausam Ki Aada Dekh kay Yaad Aaya Hai
Kiss Qadar Jald Badal Jatay Hain Inssan Jaana
"Noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yohin Mausam Ki Aada Dekh kay Yaad Aaya Hai
Kiss Qadar Jald Badal Jatay Hain Inssan Jaana
"Noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Nigah e Mard e Momin Se Badal Jati Hain Taqdeerain
Jo Ho Zoq e Yaqeen Paida To Kat Jaati Hain Zanjeerain
'Noon'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
<!--[if gte mso 9]>
Na rahzanon se ruke raaste mohabbat ke
wo kaafile nazar aaye lute lutaaye hue
Ye
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye shehar (City) Kisi Aaina Kirdar badan par
ilzam lagatay hue darta bhi nahi hai
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye aur baat ke tum se gila nahi kertay
malaal kion nahi hota, malaal hota hai
Ye
wao ![]()
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yoon too hum zaat main apni gum thay
Such magar ye hai kay yahn bhi tum thay
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
yun aur bhi haseen ho jaye
wo ger udaas ho bethay
'Ye'
Yeh udasiyoN kay mausim kaheeN raaegaaN na JayeN
Kisi zaKHam ko kuraido kisi dard ko jagaayo
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
yoon bhi nahi ke pass hai mere wo hum nafas
ye bhi gulat ke mujh se juda ho gaya wo shukhs
"suad"
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Saaf Safha Aur Meri Zaat
Doono bilkul kooray hain
"Noon"
Nit nayay chehray kisi ki aankh main jachtay nahi
Wo akela shaks saray shehr ka armaan tha
" Alif "
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
<!--[if gte mso 9]>
ki ab tak kis tamanna ke sahaare ji liyaa main ne
Ye
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye ajeeb khel hai ishq ka mainay aap dekha ye moj'za
wo jo lafz meray gumaan main thay wo teri zubaan pe agaye
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Yeh main b kia hoon, usse bhool kar ussi ka raha
keh jiss ke saath na tha, hum-safar ussii ka raha
Alif
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Itni duur se mujh ko awaz na do tum yaar
meray ander apna shor, hai apni cheekh pukaar
'Ray'
ye :)
Re: Bait Baazi Month Of July 2009
Ye kahan ki dosti hai ke banay hain dost naseh
koi chara'saaz hota koi gham'gusaar hota
'Alif'
**
**** آنکھ برسی ہے کبھی رویا ہے دل
زندگی کے ساتھ ہیں ساون کئی****
خواب ، ریزے ، خواہشیں ، محرومیاں
**** قریہ دل میں ملے مدفن کئی**
" Yay "