Re: Bait- baazi May 2012
![]()
yah sher kahnay wallay yah taira he hosla hay
Ser apna daikh jaisay Chiryaa ka ghonsla hay
![]()
Re: Bait- baazi May 2012
![]()
yah sher kahnay wallay yah taira he hosla hay
Ser apna daikh jaisay Chiryaa ka ghonsla hay
![]()
Re: Bait- baazi May 2012
ye kia hayyyyy
Re: Bait- baazi May 2012
sher :cobra:
Re: Bait- baazi May 2012
asli wala sher likhain
Re: Bait- baazi May 2012
yah asli he hay :cobra: leekan mazahai sher hay :cobra:
Re: Bait- baazi May 2012
**Ye raah akeli kathti hai yaan saath na koi yaar chale
Us paar na jaane kya paain es paar to sab kuch haar chale
che/ye**
Re: Bait- baazi May 2012
chaaho na usay toot ke aaghaaz e safar main
bichhray ga to ek aik adaa tang karay gi
Re: Bait- baazi May 2012
Go zara si baat pe barson ke yaarane gae
haan itna to huwa kuch log pehchane gae
Gaaf / ye
Re: Bait- baazi May 2012
ger baazi ishq ki baazi hai jo chaaho lagado darr kesa
ger jeet gaye to kia kehna haaray bhi to baazi maat nahi
Re: Bait- baazi May 2012
niyat-.e-shouq bhar na jaye kaheen
tu bhi dil sey utar na jaye kaheen
aao kuchh deir ro hi lain Nasir'
phir ye dariya utar na jaye kaheen
Re: Bait- baazi May 2012
nigah e mard e momin se badal jaati hain taqdeerain
jo ho zoq e yaqeen paida to katt jaati hain zanjeerain
Re: Bait- baazi May 2012
Tussi te great ho. ![]()
Re: Bait- baazi May 2012
na nigah phair saqi na barat yeh beniyaazi
**tere paas aaye hain hum kaye raste badal ker
kaaf/rey **
Re: Bait- baazi May 2012
Rakho nazar main koi aks agar jhalakta hai
Ke aaina to kisi waqt toot sakta hai
Usse aseer hi karna pade ga ab to Zafar
Kai dino se wo punchhi boht chehakta hai
Re: Bait- baazi May 2012
**ye kya kay aaj vasl to, kal sadmaa-e-firaaq
tab hai mazaa kay bazm-e-nigaaraa'n jamee rahe
rey/ye**
Re: Bait- baazi May 2012
Rukoon to manzilen hi manzilen hain
Chaloon to rasta koi nai hai ![]()
Re: Bait- baazi May 2012
sarkon ka itna bura haal ho gaya hai karachi meein. ![]()
Re: Bait- baazi May 2012
**Ye mere ishq ki majboryan muaaz Allah
Tumare raaz tumhi se chupa raha hon mein
Batane wale wahin par bataten hain manzil
Hazar baar jahan se guzar chuka hon mein
meem/noon**
Re: Bait- baazi May 2012
Mabood e jaan khayal ka paikar na ho kahin
Tum jis ko poojte ho wo pathar na ho kahin
Kaaf / Noon
Re: Bait- baazi May 2012
***Neendon k dais jatay, koye khawb daikhtay *
**Laiken diya jalaney say fursat nahin mili
meem/ye ****