Bait Baazi - June 2012

Re: Bait Baazi - June 2012

Is Sadgi Pe Kaun Naa Mar Jaaye Ae Khuda
Ladte Hain Aur Hath Main Talwaar Bhi Nahi....

Re: Bait Baazi - June 2012

***Nazar Se Door Reh Kar*
Kisi Ki Soch Main Rehna -

Kisi Kay Pass Rehne Ka
**Bohat Acha Tareeqa Hai

hey/ye****

Re: Bait Baazi - June 2012

Hurffay Sada Nahi Badla Kartey
Daikh! Lehja Nahi Badla Kartey

Hum Say Badla Na Gaya Rang'gay'Wafa
Loog Kya Kya Nahi Badla Kartey