Bait Baazi - June 2012

Re: Bait Baazi - June 2012

serious jawab tu main dai doon liken meri begum bhi poetry forum main aatee hai - wo bhi mujhey serious jawab HEE na dai day

:chai:

**ye aur baat ke sharminda-e- tabeer na honh **
warna har zehn mai kuch taaj mahal hote heenh