Bait Baazi for the month January 2011

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Thanks :slight_smile:

**Raat bhar rotey hain ab ussey yaad ker kay
Ab sochtey hain mohabbat ki thee keh khata ker di
Tung aa ker khuda se jo maangi mout hum nay
Bewafa ne hamari lambi umar ki dua ker di

Yey**