Bait Baazi --- February 2011

Re: Bait Baazi --- February 2011

apni taqdeeR main likha tha bechaRna , bechRay
Is Judaee ka sabab main bhi nahi tu bhi nahi

"ye'

Re: Bait Baazi --- February 2011

Yaad ke be'nishaaN jazeeroN sey
teri aawaaz aa rahi hey abhi

"Ye"

Re: Bait Baazi --- February 2011

Nice 0ne Koyal g :)

Re: Bait Baazi --- February 2011

**yeh khataa thee dil ki ya nazaron ka kusoor tha,
faisla na ho saka munsif kayee bithaa liya

"alif"

**

Re: Bait Baazi --- February 2011

Ik Zamana Hai Muj se Khai'f Sa
** Baat Ko'i To Infirad'i hai**

Re: Bait Baazi --- February 2011

**
yun lambii umaR mangne kii dua na ker
tarso ge is bey-wafa duniya mein maut k liyey

**

Re: Bait Baazi --- February 2011

YaraaN-e-Jahan Kehtay Hain Kashmir Hay Jannat
Jannat Kisi Kafir Ko Mili Hay, Na Milay Gi..

'Alif'

Re: Bait Baazi — February 2011

I really liked it…a bit different :k:

Re: Bait Baazi --- February 2011

*Ishq ko shirk kii had tak na barrhaa
yuN na mil hum se khudaa ho jaisey
*

"Ye"

Re: Bait Baazi --- February 2011

Awesome...

Re: Bait Baazi --- February 2011

Yun saazishon k jaal se Rubb ne bacha liya
Khud meray dushmanon ki heraani nahin jaati

'Alif'

Re: Bait Baazi --- February 2011

fara ji aap ka sheir "ye" pe khatm ho raha hey...aur sheir pasand karne ke leeye shukriya :)

*Ya khuda log banaaye they agar pathar ke
meray ehsaas ko sheesha na banaya hota
*

"alif"

Re: Bait Baazi --- February 2011

Thanks for correction :)

Ashkon Ki Taar Sab Jissay Samjhay
Zakhm-e-Dil Ki Woh Aabeyaari Thi

Khoo'n Mein Ab Tak Rawaa'n Azziyat Hai
Tum Ne Rug Rug Mein Jo Utaari Thi

'Ye'

Re: Bait Baazi — February 2011

Maza aa gaya subha subha :lajawab:

Re: Bait Baazi — February 2011

:blush:

Re: Bait Baazi --- February 2011

*Ye apna zarf wahaN bhi muhabbataiN banteiN
wo sheher jis meiN muhabbat ka kuch riwaaj na tha *

"Alif"

Re: Bait Baazi --- February 2011

ek lamhayy mein kh dia us ko saaQii
jis ko paanayy mein hum ne inteha ker dii !!!

ye

Re: Bait Baazi --- February 2011

Uss ka dhuwan ab bhi dil se utthta hay
Tune basti mere khawabon ki jo jala di thi

Re: Bait Baazi — February 2011

“Ye” hi kiuN aa jaata hey har baar merey hissey
is “ye” ko aey Rab tu uttha kiuN nahi leta!!! :bummer:

“Alif” :snooty:

Re: Bait Baazi — February 2011

**Once i wrote **

**‘Ye’ yeh Aakhir jaan le kar rahe ga meri
kuch alif be laam meem ki bhi baateiN karo

:cb:
**