Bait Baazi — Jan. 2007

Re: Bait Baazi — Jan. 2007

Na janay konsi uftaad sir per AapaRi hai
Samandar hoon magar sehra maiN rehna CHahta hooN

Zamana hogaya Khud say mujhay laRtay jhagaRtay
MaiN apnay aap say ab sulaah kerna CHahta hooN