Re: Bait Baazi — Jan. 2007
wuh khayal tha koi dhanak-numa ya koi aks tha merey rubaru
jo mujhay har taraf sey to laga wuh tu hi thaa ya koi hubahu
bayaan mein thi wuh chashni keh mehak raha tha harf harf
jaesey khushbuoN ki zubaan mein koi kar rahaa ho guftugoo
Wao''