Bait Baazi — Jan. 2007

Re: Bait Baazi — Jan. 2007

Waqt khush khush katnay ka mashwara detay huay
wo khud ro para mujh ko hosla detay huay
wo jab tak nazar ata raha taktay rahay
bheegi ankhon ukhray lafzon say dua detay huay