Bait Baazi — Jan. 2007

Re: Bait Baazi — Jan. 2007

yadaain thee dafn aisee kay baad-az-farookh't bhee
us ghaar ke dakh bhaal ko jana para hamain

us bawafa ke yaad delata tha bar bar
kal aainay pay haath uthana para hamain

"noon "