Re: Baich aye sir-e-Qariya-e-zar jo Bahr-e-pindaar
kalaam to achchhaa hai magar:
bhai, qarz to qarz hotaa hai jo hamesha hii waajib ul adaa huaa kartaa hai...yeh waajib, farz, masnoon kahaaN se aa gayaa? lagtaa hai shaa'ir kii majboorii-e-qaafiya_bandii thii lol :D

thank you for sharing! :)
Shayar ka matlab hai kisi aur pe wajib ul ada qarza uss ne utara hai... wohi purana rona dhona 'ye sab to hamen virse main mila hai'
Re: Baich aye sir-e-Qariya-e-zar jo Bahr-e-pindaar
Shayar ka matlab hai kisi aur pe wajib ul ada qarza uss ne utara hai... wohi purana rona dhona 'ye sab to hamen virse main mila hai'
i don't think so...vo to apne qarze kii baat karing :D yeh 'ronaa dhonaa' to jab tak 'poora qarz' nahiiN adaa ho jaayegaa...chaltaa rahegaa :D
Re: Baich aye sir-e-Qariya-e-zar jo Bahr-e-pindaar
Thanks KKF. Aashufta sir matlab jis ka damagh ghoon gaya ho
poora na ghooma ho...bas 379 degree hii tak...agar 380 degree ghooma to to vo to normal ho jaayegaa...maximum 379 hii ghoom saktaa ahi deevaangii ke liye...aisaa Bollywood meN hotaa hai! :D