Bahara: Allama Iqbal

*one of my favourites from the works of the great Allama Iqbal Saheb. *

mumkin hei ke tu jisko samajhta hai bahara
auron ki nigahon mei ho mausam wo khizaa ka
**
shayad ke zameen hei wo kisi aur jahan ki
tu jisko samajhta hei falaq apne jahan ka

Buhat Zabardast Choice JJW:)

Re: Bahara: Allama Iqbal

Nice jhun jhun..

Re: Bahara: Allama Iqbal

V nice Jhun Jhun :)

Re: Bahara: Allama Iqbal

good one

muge to koch pata nehe kea lekah he u ne :ASA:

Aap ko kuch samajh aaye ga b nahi..I am sure...

Re: Bahara: Allama Iqbal

Very Nice Jhaanj.. :k:

mumkin hey ke tu jis ko samajhtaa hey bahaaraaN
auroN kii nigaahoN meiN wuh mausam ho KhizaaN ka

hey sil-silaa ehawaal kaa har lahajaa dagaraguuN
aey saalek-rah fikr na kar suudo-zayaaN kaa

shaayad k zamiiN hey wuh kisii aur jahaaN kii
tu jisako samajhataa hey falak apney jahaaN kaa

Thanks for sharing :-)

haan mumkin hai ... zabardast sharing :)

Re: Bahara: Allama Iqbal

beautiful...

Re: Bahara: Allama Iqbal

Bhot umda. :k: