Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

:shikra: mangoo kya mangna hai kisi ko

hamari saltanat ke ilawa:chai:

Re: Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

saltanat ko toh visa he nahee mila tha, bud shah a hajamat. aap bhool gaye , uss ko toh app wahain chor aye thay jhopar patti main , abhi tak aap ko bud duain aur koshnay daitee hay.

Re: Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

:aq: os ko to hum ne goli marnay ka hukum jari kiya tha

Khair:snooty: wo isi layk tha

:hmmm:

chalo saltanat na sahi mahal hi de do..ghuzara kar loonga:naak:…

Badshah O bashah …

apNi 4th wife eeNaaYat kardiaan please :clown:

:shikra:

:aq: theek hai humein mahal main daroogha ki zaroorat bhi thi

:shikra:nahi wo to hamary liye bohat ahem hain .wo marein gi to hum 5veen karein ge

usay mujay day kar 5th kaarlooo Naaaa… baaaaaaaaafkoooof Badshah

Tumhai pehla kahin dekha hai…:hmmm:

kaaal raat horror dream daika hai kiaa :aq:

Re: Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

lo jeee main Mangan lagga wa … tay koi Chawwal nai maarni … Ahoooo :sunnyboy:

Joda Akbar main Safai kar raha tha :sunnyboy:

nahi kal raat tho tum nahi milay they …:konfused:

:hmmm: hum soch ke bataein ge

:shikra: kahan dekha hai shehzadi

:mad: hamari kableeyat pe shak kiya tum ne

Re: Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

bas do peeti jawaher laal ..aur kuch nai badshah salamat:D

aur tum saath saath mehal ki chowkidari kerrahay they na… …:faizy:

DhuuNddoo geee HumhaaY mulkoon mulkooN
milnee k nahii NAYYAB hain Hum

:snooty:

Nayyab tho ladki ka naam hai na ??? :aq:

shaadi kar lee jeiye hum say:shikra:, jo kahein gi wo la ke dein ge hum

Re: Badshah salamat ka aaj dil bohat khush hai

no doubt dude ur nayaab