*Badlaa na apne aap ko jo the wohi rahe *
*Milte rahe sabhi se magar ajnabi rahe *
*Duniyaa na jeet paao to haaro na khud ko tum *
*Thodi bahut to zehan main naaraazgi rahe *
*Apni tarah sabhi ko kisi ki talaash thi *
*Hum jiske bhi qareeb rahe duur hi rahe *
*Guzro jo baagh se to duaa maang te chalo *
Jismain khile hain phool vo daali hari rahe
Nida Fazli
Re: Badlaa na apne aap ko…
Very Nice.. Tnx for Sharing Bhatiji 
Re: Badlaa na apne aap ko…
Always welcome Chachu 
Re: Badlaa na apne aap ko…
ahem ahem :k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
^^ Thanks 
PS - cough syrup dene wala icon 
Re: Badlaa na apne aap ko...
ye tabiyat hai to Khud aazaar ban jaaye.nge ham
chaaraagar roye.nge aur Gam_Khvaar ban jaaye.nge ham
is qadar aasaa.N na hogii har kisii se dostii
aashnaa_ii me.n teraa mayaar ban jaaye.nge ham
aur kuchh din baiThane do kuu-e-jaanaa.N me.n hame.n
raftaa raftaa saayaa-e-diivaar ban jaaye.nge ham
miir-o-Gaalib kyaa ke ban paaye nahii.n faiz-o-firaaq
zam ye thaa ruumii-o-ataar ban jaaye.nge ham
Re: Badlaa na apne aap ko…
.:k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
nice one harf-e-junoon 
umer bhai… thanks 
Nayab
9
Re: Badlaa na apne aap ko…
Bohot khoob Sis:k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
^^ Thanks Sis 
Re: Badlaa na apne aap ko…
good:k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
Thanks JL 
Re: Badlaa na apne aap ko…
:k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
Thankoo homer j 
IS
15
Re: Badlaa na apne aap ko…
:k:
Re: Badlaa na apne aap ko…
Thanks Immu Bhai 
IS
17
Re: Badlaa na apne aap ko...
Welcome Hafi Sis