Ussay ab bhool hi jaayain
Jissay hum chor kar peeche
Bahut aagay nikal aaye
Bahut aagay nikal aaye
Ke hum ko door jaana thaa
Ke woh ek natawaan larki
Woh bhai, baap ki gairat
Woh dil haar huwi larki
Bahut farsooda rasmon ki
Woh ek maari huwi larki
Jissay hum chor kar peeche
Bahut aagay nikal aaye
Suna hai khoon roti hai
Abhi tak yaad karti hai
Hamaari yaad mein ab tak
Bahut fareyaad karti hai
Magar ab kya kare koi
Ke dil ko kar chuke patthar
Bahut aasooda rehte hain
Hum us ke pyar ki baatain
Na sunte hain na kehtay hain
Ke in baatoon se kya haasil
Badan ke maqbare mein hum
Ussay dafnaa ke bethay hain
Jissay tum rooh kehte ho
lajavab:k::k::k:
thanks for sharing:flower1:
nikii
3
Re: ~Badan ke maqbare mein hum ussay dafna ke bethay hain~
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
Ussay ab bhool hi jaayain
Jissay hum chor kar peeche
Bahut aagay nikal aaye
Bahut aagay nikal aaye
Ke hum ko door jaana thaa
Ke woh ek natawaan larki
Woh bhai, baap ki gairat
Woh dil haar huwi larki
Bahut farsooda rasmon ki
Woh ek maari huwi larki
Jissay hum chor kar peeche
Bahut aagay nikal aaye
Suna hai khoon roti hai
Abhi tak yaad karti hai
Hamaari yaad mein ab tak
Bahut fareyaad karti hai
Magar ab kya kare koi
Ke dil ko kar chuke patthar
Bahut aasooda rehte hain
**Hum us ke pyar ki baatain
Na sunte hain na kehtay hain
Ke in baatoon se kya haasil
Badan ke maqbare mein hum
Ussay dafnaa ke bethay hain
Jissay tum rooh kehte ho**
[/QUOTE]
Amarbail bhut hi zaberdastt
thxs for sharing :)
Dilsay
6
Beautiful... thanks for sharing...