Tari muskhurahat kee qasam
Dil jalay duniya koo badal datay hain
Chootain lagee hoon jin diloon par
Wo zamanay kay sawalat badal datay hain
Guzaratay hain shab o rooz kasay un kay
Zakham jin kay halat badal datay hain
Tari taswoor ko samnay rakh kar
Hum apnay din raat badal datay hain
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Tari muskhurahat kee qasam
Dil jalay duniya koo badal datay hain
Chootain lagee hoon jin diloon par
Wo zamanay kay sawalat badal datay hain
Guzaratay hain shab o rooz kasay un kay
Zakham jin kay halat badal datay hain
Tari taswoor ko samnay rakh kar
Hum apnay din raat badal datay hain
by: Dilsay
[/QUOTE]
wa kia bat hay...Hum apnay din raat badal datay hain