bachpan kai dukh kitnai achai hotai thai
tab to sirf khalonai toota kartai thai
wo khusheeyaan bhi jaanai kaise khusheeyaan thee
titlee kai par noch kai ichla kartai thai
paoon maar kar khud baarish kai pani meh naon aap dabaoya kar tai thai
chothai thai ti muqaddar faraib be chothai thai
wana daal ke chirya pakara kartai thai
apnai jal janai ka bhi aisaasnahee tha
jaltai hoai shalon ko chira kartai thai
khusboo kai urtai he kyon mar jhaya phool kitnai boolaipan sai poocha kartai thai
aaj wahee tabserain lahu rolatee heh
bachpan mai jo hum nai sapnai dekhai thai ab to aik bhe aansu raswa kar jata heh
bachpan mai je bar kai ro to laitai thai!!
khwabb adhurai sahee…
khawaab saharai to heh!