Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

bachpan main sapna tha k bara ho jao so ho gaya i happy happy :cb:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

ufff…jesay tum wesay hi tumharay sapnay:cb:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

At least he’s happy… :faizy:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

bachpan ka khwaab tha kay ferrari mein baithoun so i sat and have driven it :D

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Awesome... which Ferrari?

Bachpaan mein mera ik kwaab tha ke Pilot banjaow. Wo tho ik kwaab purra kardeeya hain.

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Ferrari 599 GTB sweetie

kaisay ho Faris g ap :)

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Waah fast car…

Mein tho teek hoon apnee sunao… :khumar:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

bus g guzer rahi hai guzaar rahay haen

khaer aaj i saw a peacock crossing main road next to a Sheikh’s palace :meeno:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Wow i love peacocks.

Did you know Peacocks are good luck…? You are very. :champ:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

acha

chalo dekhtay haen kitni ku good tay luck aandi jay :meeno: :sunnyboy: