Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

arey ladies and gents, behan or bhaiyo (^^)

**What did you want to become when you were piyara sa/piyari si bacha/bachi xD and compare that to where you stand today??? **

mama papa aur unke dost me ko police wali bana na chahte the xD lolzz…
par me ko auditor bana tha, abhi tou last year colleg mei hu… dnt noo k yeh sapna pura hota bhi hai k ni, trying to follow my dream but i think its only going to be a dream xD…

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

dulhaniya :blush:
magar ghalati sey jasoosni ban gaye hum :frowning:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

^
mujhe doc banna tha bachpan se hi then jab 9th class mein ayi to singing ka bhoot sawaar hogaya n i practiced singing for 3 years !!! but my mom refused to make me a singer :( n now m a doctor !!!

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

awww :rotfl: :rotfl:
abhi kisi jasoos say shadi ker lo …ye khuwab pura ho gay ga

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

poor u :$ be glad for watt u, shaid aunty ne kuch acha hi socha ho.. kehte haina...
allah ki marzi se kkuch nahi hota :$....

miss VG doc-.. waooow thts really great yaar ;D me ki saheli doc hihi... alhumdillah..

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

tou kyo bani hoo jasoosni? jogni ban jati xD shaid mil jata xD

u r not late… dhundti rahoo ;D

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

Mujhay Dulha Ban’nay Ka Shauq Tha … Aur Abhi Bhi Hay :wink:

Any volunteer :blush:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

aap humaray profession main fit rahaingee :k: humain ek daktarni ki talaash hai

aajkal achay jasoos ki kami hai :mad:

ariel ka add hoon jo dhoondti rahoon :mad:

:chilly:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

hahahaha... yeh koi shaadi.com nahi hai :/ or i shall make one lolz...

kisi ko dulhan ban na hai tou kisi ko dulha <_<

khan meet jasoosni, jasoosni meet khan.... mashallah watt jodi xD the end..

carry on k apko kiya ban na tha, shadi ka nahi :/

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

**Me ko Doc Bannay ka :wub:

And Doing that :balley: :alhamd:

Aur bhi the :@:
**

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

VG tum bhi jasoosnti key tarah socho na :blush:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

sidra khaatoon woh aap ki pic main peechay muchhar kon hai? :D

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

nice.. aur kiya sapne the? xD

why so many girls want to be a doc nowdays :blush: just asking… cause i knw many paki
girls some is studying to doc :blush: as well my sisters nand is also a doc :confused:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

**

Mera Ranjha :wub: Aur kaun :emmy:
**

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

:blush:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

khabardar jo mujhay aisay daykha tou :hmmm:

kabhi tou azar milaaaao … kabhi tou…ahem ahem :blush:

Main Bhi NeeM DoctoR Hoon :smiley:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

uski moonchain jaa rahi hain aar paar

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

correct sentence iz Allah ki marzi ke siwa kch nahi hota.

Main khwab nahi dekhta :)

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

:chilly: but woh to apna jasoos dhund rahi hai n she considers me as her dushman :blush:

Re: Bachpan ka sapna, kiya pura hua?

**Tumhe meri nazar na lag jaiye **
**isliye apni nazrein jhukaye rakhti hu **


**abh jasoosni agaye haina, woh milati hai u k sath nazrein lolz… **