Bachnaaaaaaaaa.....

Re: Bachnaaaaaaaaa…

SKD = me? :aq: or SKD is something like DFM? :aq:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

err…mai apni baat ker rahi thi :vivo:

lifoooooo yeah i missed u too…
aoo kahin bhaag chalain :smiley:

Re: Bachnaaaaaaaaa.....

gulabon k baagh mai:D

Re: Bachnaaaaaaaaa.....

haseen hotay tu bach jatay :D

Re: Bachnaaaaaaaaa…

Samajh Ki Dewar

Re: Bachnaaaaaaaaa…

hahaha ok i didn’t know pehlay :snooty:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

tumhara bhe number 6 hai??? ye tu unkey ka hona chahey… :slight_smile:

**udher tu kaanty bhe hoty haiN… unnka kya **

phir bhe bacho… gahooN k saath gun bhe pishta hai… :k:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

**
this is what you select for yorself.. warna maiN tu tumhay bouhat acha role daine wala thaa. :)**

Re: Bachnaaaaaaaaa…

:hmmm: what kinda role :hoonh:

Re: Bachnaaaaaaaaa.....

bari phlooding shlooding hoo rahi hay ASA pai jaan
main kiya UN ke kami puri karnay kee nakaam koshish hoo rahi hay

Re: Bachnaaaaaaaaa…

Azeytoon kay hazar nishtar
woh meray seenay main chubo ker
kitni mohabbat say poochta hey
tumhaari ankhoon ko kia howa hey :snooty:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

Shahrukh khan wala in kal ho na ho… JoRay banana.. :smiley:

Ussay bhula ke bhi yaadoon ke silsilay na gaye
Dil-e-tabah tere us se raabtay na gaye
Kitaab-e-zeest ke unwaan badal gaye lekin
Nisaab-e-jaan se kabhi us ke tazkiray na gaye …

adaab arz…

Re: Bachnaaaaaaaaa…

LOL shahrukh khan nay rishta jortay jortay ishaq lara liya tha…sure u want me to give that role :faizy:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

**
Udas shamain ujar rastay kabe bolain to loot ana
Kise ke ankhoon main rutjagoon kay azab aeen to loot ana**

Re: Bachnaaaaaaaaa…

lol… thats why i choos you … tum laRki se ishaq nahi laRaogi… :wink:

Re: Bachnaaaaaaaaa.....

muskurata tera jahaan rahay
her mushkil teri asaan rahay
tujhay urooj pay laye jaiye tera naseeb
tu is zameen per bun k aasman rahay:D

Re: Bachnaaaaaaaaa…

you never know…woh hain hi aisi :faizy:

Re: Bachnaaaaaaaaa.....

**
mujhay zindagi ki dua na day
mujhay zindagi ki talab nahi..
kabhi jeena mujh ko aziz thaa
ye baja sahi magar ab nahi**

Re: Bachnaaaaaaaaa…

yea unkey kon hai :aq:

Re: Bachnaaaaaaaaa…

**lol… uss pe aitebar na karoN ya tum per…

kahaN pans gia… :smack:**