Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

Lo mai aageyah :wink:

Jii hai aj he taza taza , freash freash , entry mari hai humnay Cafe mai . . . kafi log or kafi new cheray nazar aarahay hai . . . . wah jii wah . . . kia baat hai sab ke :k:

sO koun yaha ajj kal flirting kar raha hai . . . . . .

or koun kis ko tang kar raha hai . . . . . .

sab jaldi jaldi report day yaha par hum ko :bailan:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

mein faizy ka rishtaa dhoondrahee hoon.

shikra ki mangnee hogaiyee hai DJ aqua kai saat :crying2:

aur dynamic fire hummarai Pink Panther Clan ki newest member bungaiyee hai :smiley:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

waise aap kitne arsay baad yahan tapkay hain ?

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

:snooty:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

aur DM vaapus aagaiyaa hai…

aur IS…IS…:bummer: kya hogaiyaa hai mamoe jaannn?

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

Fatima - - - bachi good , kafi ache reports de hai tumnay :slight_smile: MocambOo khoosh howa :devil:

Decent munda - - - kal aaraha ho , baach kar rahna :mad3:

innocent smile - - - nak neechay karo :bailan:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

ay? mocamboo ki hondaa ai? :konfused:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

Hmmmmm !

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

aur Attia is still looking for her prince charming :crying:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

ham nay in k lyiay ik thread open kiya tha but inhoon nay theak terha say respone he naih diya :snooty:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

nahi mai khud saaf kar loon ga apa zehmat na karien :stuck_out_tongue:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

^ :rotfl:

kis kisam ki thread kholi thi aapnai inkai liyay?

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

ik Indian movie ka vilan tha
bichara bohat pita tha movie mai lagta hay janwar unkil ka b wesa haal hona hay :stuck_out_tongue:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

hahah lol kyu?

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

un ko cafe mai welcome kiya tha mai nay :frowning:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

coz aap un ka bura haal jo karnay wali hain :bukbuk:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

^ acha vo kyu? :hoonh:

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

bas laga hay na mujay esa :p
PS:- daikh lian aap say darh k phir baag gay hain wo

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

attia how about me, fat brown and hairy, perfect paki

Re: Bachnaa AaaaAa haseenOo !~!

i dont care about look.. personality should be good :blush: