Bachiya ka tau

What does mean by *Bachiya ka tau *?

Re: Bachiya ka tau

bachiya as baby cow / buffalo?

Re: Bachiya ka tau

gayen ka bacha.... baby cow

Re: Bachiya ka tau

aap proper context batao. when use, who used, how it was used?

Re: Bachiya ka tau

Origin : UP
Who used: villager

iss say ziydah nahi pata.

Re: Bachiya ka tau

kis movie main tha?

Re: Bachiya ka tau

kisi bhi movie main nahi hia…

This mohavara is used when innocent person give dhamki… In short, masoom banda = bachiya ka tau… :wink:

Re: Bachiya ka tau

probably tau = jo mochoon ko detay hain, moch ko tau dena
now imagine a cute little harmless baby cow giving tau/tao to no existent mochain.

matlab yehi huwa k iski dhamki ko serious na lo

Re: Bachiya ka tau

Matlab Karachi main PTI ki strike call?

Re: Bachiya ka tau

that's more like sieen ka kutta bhi sieen, here replace sieen with be-par-kay-farishtay.

probably another analogy would be "police-maregi-to-inqalab-kesay-ayega" guy telling rana sanaullah "tujhay dekh longa"

Re: Bachiya ka tau

Tau taya ko boltey hein jub koi bilawajah kisi key side lay to kahtay hain tou bara tau ya mama lagta hay uss ka :cobra:

Re: Bachiya ka tau

toen wala tau nahi… bal kay tay wala jiskay oper to nuqtay hotay hain

Re: Bachiya ka tau

tau (as uncle) also with 2 nuqte wali te

Re: Bachiya ka tau

shukaria mahol ko batanay ka lekin yeh lafz to am bola jata hay aor indian movies mein bhi :cobra:

Re: Bachiya ka tau

Konsi movie main suan hai?

Re: Bachiya ka tau

bhai log key movie mein bari umer ka bhai log ko tao bhi kahtay hein :cobra: