3 bachon wali 1 baiwa aurat ne 3 bachon walay shohar say shaadi ki
shaadi ke baad donon ke 3 bachay paida ho gaye
ek din ghar me bachon ki zabardast jang lag gai.
aurat ney shohar ko fone kia ke jaldi ghar ajao aap ke bachay or mere bachy mil ker hamaray bacho ko maar rahay hain