bachay huway salan!!!

ko kis tarah use kia jay …
chicken kay salan may next day chawal dal kar banay chicken pulao
gosht kay salan may next day alloo dal kar banay alloo gosht

Re: bachay huway salan!!!

Duno ko bana ke mujhe beejh dejeye :yummy:

Thank you :halo:

Re: bachay huway salan!!!

app ko to jo bhejoo gi na woh to app kha kar ungli chor kar pura bazoo chat lay gay :mocking: